Faraz
juz teray
koi bhi din raat na janay meray
tu kahaN hai magr Ah dost puranay
meray
tu bhi khushboo hai magr
mera tujusus bekar
burg-e-awara ki maninth dikhAnay
meray
shumA ki lau thi kay wo tu
tha magr hijr ki raat
dair tuk rotA raha koi sirhanay
meray
khalq ki beKhabaree hai
keH meree ruswa'ee
looq mujh ko hi sunatay hein fusanay
meray
lut keh bhi khush hooN keh ashkooN se bhara
hai daaman
dekh gharat gare dil yeh bhi khazane
mere
Aaj ik aur burS beeth gya
oos kay beghair
jis kay hotay hooay hotay thay zamanay meray
kaash tu bhi meri awaaz sunta ho
phir
pukara hai tujhe dil ki saada ne mere
kaash tu bhi kabhi aajaye masiha'ee ko
loog
aate hein bohat dil ko dukhane mere
kaashi aurooN ki turhaaN mein bhi keH
sukta
baat soon li hai meri, aaj khuda ne mere
to hai kis haal mein aih zood-faramosh
mere
mujh ko tu cheen lya aihed-e wafa ne mere
chara-gr yooN tu bohut
heiN magr aeh jaan-e-faraz
juz teray aur koi zaghum na janay
meray